Humey yeh batate huvey khushi hai ki iss Ramadan kay doran humne kuch lajwab brands kay saath mil kar kaam kar rahe hai jo aapko khaas discounts aur iftar meals offer karenge! Bas aapko apna rider app mein apna rider ID dhikna hai yeh discounts hasil karne kay liye.
Barakaram note kare sab iftar meals SIRF iftar kay 1-2 ghathe pehle diya jayega.
**Yeh offers sirf Ramadan kay doran hain.